More Piya Song Lyrics
More piya ki main kara
More piya tainu ki main kavaa
Aankhein na meri soyi jaane khuda
Kab se hai dil mein tu hi bepanaah
More piya ki main kara
More piya ki main kara
Ki main kara more piyaDeewangi ye teri hai kitani siddat bhari
Jaise hoon jannat ki main chhon mein
Ho makhmal si baahein teri
Mujhko yun chhunti huyi
Jaise ho chandani ki gaaon mein
Aankhein na meri soyi jaane khuda
Kab se hai dil mein tu hi bepanaah
More piya more piya
Ki main kara ki main kara
More piya more piya
Ki main kara ki main kara
Ki main kavaa more piyaMore piya ki main kara
More piya tainu ki main kavaa
More piya.
Share your favourite lines from lyrics by selecting the lines and click on "FShare" button that appears.